...

20 Best Maxim Gorky Quotes in Urdu to Inspire and Enlighten

  1. جب زندگی اکتاہٹ کا شکار ہو تو غم بھی ایک خوش آئند واقعہ ہوتا ہے.

Jab zindagi uktahat ka shikaar ho to gham bhi aik khush aaind waqea hota hai.

Maxim Gorky Quotes About Women

Maxim Gorky Quotes in Urdu
Maxim Gorky Quotes in Urdu
  1. عورت کی جانب سے کی گئی تعریف کا ایک لفظ مجھے مرد کی پوری غزل سے بھی زیادہ عزیز ہے.

Aurat ki janib se ki gayi tareef ka aik lafz mujhe mard ki puri ghazal se bhi zyada azeez hai.

Read 50 Best Aurat Quotes In Urdu | Amazing Women Quotes

  1. غصہ برف کی طرح ہوتا ہے جو جلد پگھل جاتا ہے.

Gusaa baraf ki tarah hota hai jo jald hi pighal jata hai.

Maxim Gorky Quotes in Urdu
Maxim Gorky Quotes in Urdu
  1. خاموشی صرف ان لوگوں کے لیے خوفناک اور تکلیف دہ ہے جنہوں نے سب کچھ کہہ دیا ہے اور ان کے پاس بولنے کے لیے مزید کچھ نہیں ہے لیکن ان لوگوں کے لیے جن کے پاس کہنے کے لیے کبھی کچھ تھا ہی نہیں ان کے لیے خاموشی سادہ اور آسان ہے.

Khamoshi sirf un logon ke liye khaufnaak aur takleef deh hai jinho ne sab kuch keh diya hai aur un ke paas bolne ke liye mazeed kuch nahi hai lekin un logon ke liye jin ke paas kehne ke liye kabhi kuch tha hi nahi un ke liye khamoshi saada aur aasan hai.

  1. ہم سب اس زمین پر ایک مسافر کی طرح ہیں اور زمین خود بھی اس کائنات میں ایک مسافر ہے.

Hum sab is zameen par aik musafir ki tarah hain aur zameen khud bhi is kaiynaat mein aik musafir hai.

  1. خوشی اور غمی انسان کے اندر ساتھ ساتھ رہتے ہیں جنہیں جدا نہیں کیا جا سکتا ہے.

Khushi aur ghami insan ke andar sath sath rehte hain jinhein juda nahi kiya ja sakta hai.

Maxim Gorky Quotes About Love

Maxim Gorky Quotes in Urdu
Maxim Gorky Quotes in Urdu
  1. محبت دو لوگوں کے درمیان ایک ایسا کھیل ہے جس میں دونوں ہی جیتتے ہیں.

Read 60 Best Love Quotes In Urdu | Urdu Love Quotes

Mohabbat do logon ke darmiyan aik aisa khail hai jis mein dono hi jeette hain.

  1. زندگی بلکل سادہ ہے بس ہم خود ہی اسے پیچیدہ بنا دیتے ہیں.

Zindagi bilkul sada hai bas hum khud hi use paicheeda bana dete hain.

Maxim Gorky Quotes in Urdu
Maxim Gorky Quotes in Urdu
  1. ہماری دنیا اچھے خیالات کی کمی کی وجہ سے خطرے میں ہے.

Hamari duniya achay khayalat ki kami ki wajah se khatre mein hai.

Conclusion

In conclusion, our exploration of Maxim Gorky’s profound wisdom through Urdu quotes has been a journey of inspiration and enlightenment. The beauty of his words, skillfully translated into Urdu, offers a unique perspective that resonates with the soul. Let the wisdom of Maxim Gorky continue to echo in our hearts, reminding us of the timeless beauty found in exploring the profound through the richness of Urdu quotes. Explore, be inspired, and enlighten your mind with the enduring words of Maxim Gorky.

Also Read

60 Amazing Shakespeare Urdu Quotes About Life

50 Best Aflatoon Quotes In Urdu | Plato Urdu Quotes

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.