- مرد کے لیے عورت کو سمجھنے سے زیادہ اسے برداشت کرنا آسان ہے.
Mard ke liye aurat ko samajhne se zyada usy bardasht karna asaan hai.
- اگر عورت مرد کی قربت کو پسند نہ کرتی ہو تو مرد کے لئے عورت پر حکمرانی کرنا مشکل ہو جاتا ہے.
Agar aurat mard ki qurbat ko pasand nah karti ho to mard ke liye aurat par hukumrani karna mushkil ho jata hai.
Men And Women Love Quotes
- پیسے سے کسی عورت کی محبت نہیں خریدی جا سکتی ہے مگر اس سے عورت کی توجہ حاصل کرنا بہت آسان ہو جاتا ہے.
Paise se kisi aurat ki mohabbat nahi khareedi ja sakti, magar us se aurat ki tawajju hasil karna bohat aasan ho jata hai.
- مرد اور عورت کے درمیان دوستی ممکن ہی نہیں ہے ان کے درمیان محبت، عبادت اور عداوت ہو سکتی ہے مگر دوستی نہیں.
آسکر وائلڈ
Mard aur aurat ke darmiyan dosti mumkin nahi hai, unke darmiyan mohabbat, ibadat, aur adawat ho sakti hai magar dosti nahi.
Oscar Wilde
- بے وقوف مرد عورت کو بولنے سے روکتا ہے جبکہ عقلمند مرد عورت سے کہتا ہے کہ جب اس کے ہونٹ بند ہوتے ہیں اسکا چہرہ بہت خوبصورت لگتا ہے.
Bewaqoof mard aurat ko bolne se rokta hai, jabke aqalmand mard aurat se kehta hai ke jab uske hont band hote hain to uska chehra bahot khubsurat lagta hai.
- ہر عورت کی زندگی میں ایک ایسا مرد ہونا چاہیے جو اس کے مسکارے کی بجائے اسکی لپ سٹک خراب کرے.
Har aurat ki zindagi mein aisa mard hona chahiye jo uske Muskaray ki bajaye uski Lipstick kharab kare.
- ایک کامیاب مرد وہ ہے جو عورت کے اخراجات سے زیادہ کماتا ہو جبکہ ایک کامیاب عورت وہ ہے جسے ایسا مرد مل جائے.
Aik kaamyaab mard woh hai jo aurat ky ikhrajaat se zyada kamata hai jabke aik kaamyaab aurat woh hai jise aisa mard mil jaye.
Read 50 Best Aurat Quotes In Urdu | Amazing Women Quotes
- حقیقی مرد کبھی بھی اپنی عورت کو تنہا نہیں چھوڑتا.
Haqeeqi mard kabhi bhi apni aurat ko tanha nahi chhodta.
- مرد اور عورت دونوں ہی کسی دوسری عورت پر اعتبار نہیں کرتے.
Mard aur aurat dono hi kisi dosri aurat par aitbaar nahi karte.
- مرد گائناکالوجسٹ (عورتوں کی پوشیدہ امراض کا ڈاکٹر) گاڑیوں کے اس مکینک کی طرح ہے جس نے خود کبھی گاڑی نہ رکھی ہو.
Mard gynecologist (auraton ki posheeda amraz ka doctor) gariyon ke us mechanic ki tarah hai jis ne khud kabhi gari nah rakhi ho.
- ہر مرد اور عورت کے اندر قدرتی طور پر قابلیت چھپی ہوئی ہوتی ہے جو اس انتظار میں ہوتی ہے کہ اسے دنیا کے سامنے لایا جائے.
Har mard aur aurat ke ander qudrati taor par qabliyat chhupi hoti hai jo is intezar mein hoti hai ke use duniya ke samne laya jaye.
- ظاہری شکل و صورت سے متاثر ہو کر تعلق بنانے والے مرد اور عورت ایک دوسرے سے جلدی ہی اکتا جاتے ہیں.
Zahiri shakal o soorat se mutasir ho kar ta’alluq banane wale mard aur aurat ek doosre se jaldi hi ukta jate hain.
- اس دور میں مکر و فریب اس قدر عام ہے کہ مرد اور عورت دونوں ہی ایک دوسرے پر اعتبار کرنے سے ڈرتے ہیں.
Is daor mein makar o fareb is qadar aam hai ke mard aur aurat dono hi aik doosre par aitbaar karne se darte hain.
- مرد بہتر عورت اور عورت بہتر مرد کی تلاش میں رہتے ہیں مگر خود بہتر نہیں ہونا چاہتے.
Mard behtar aurat aur aurat behtar mard ki talash mein rehte hain magar khud behtar nahi hona chahte.
- مرد اور عورت دائیں اور بائیں ہاتھ کی طرح ہیں اس لیے زندگی میں کامیابی کے لیے دونوں ہاتھوں کا استعمال ضروری ہے.
Mard aur aurat daien aur baayein haath ki tarah hain is liye zindagi mein kamiyabi ke liye dono haathon ka istemaal zaroori hai.
- زیادہ تر عورتیں ایسا مرد چاہتی ہیں جو پہلے سے کامیاب ہو مگر کچھ عورتیں ایسی ہوتی ہیں جو مرد کو کامیاب ہونے میں مدد کرتی ہیں.
Zyadatar auratein aisa mard chahti hain jo pehle se kaamyaab ho, magar kuch auratein aisi hoti hain jo mard ko kaamyaab hony mein madad karti hain.
Conclusion
In the symphony of life, Mard Aurat Quotes have played the melodic notes that resonate with the intricacies of human existence. These verses, expressed in the beauty of Urdu, encapsulate the essence of men and women’s experiences, portraying the diverse hues of their journeys. In the delicate balance of poetic expressions, Mard Aurat Quotes stand as timeless reflections, inviting us to embrace the richness of our shared humanity.
Also Read
60 Best Love Quotes In Urdu | Urdu Love Quotes
Best Saadat Hasan Manto Quotes In Urdu About Women