...

40 Best Beauty Quotes In Urdu – خوبصورت اقوال زریں

Introduction

In a world adorned with diverse cultures and languages, the essence of beauty transcends boundaries. Exploring the beauty of words and expressions, we look into the realm of Urdu with our collection of “Beauty Quotes in Urdu.” Beauty, when captured in the eloquence of Urdu language, becomes a vista of elegance and grace.

Let the words paint a vivid picture of the aesthetic treasures found in the depths of Urdu’s poetic charm. Beauty, after all, speaks a language that transcends borders, and in Urdu, it does so with unparalleled grace.

خوبصورتی کے متعلق اقوال زریں میں ہم آپ کو اردو کی خوبصورت زبان میں رنگین دنیا کی طرف لے جا رہے ہیں. یہ اقوال آپ کے دلوں میں ایک خاص جگہ بنائیں گے اور خوبصورتی کے متعلق نئے معنی و مفاہیم سے روشناس کرائیں گے.

Beauty Quotes In Urdu

beauty quotes in urdu
Beauty Quotes In Urdu
  1. خوبصورتی اپنی حالت میں مطمئن رہنے میں ہے خوبصورتی خود کو جان کر اسے قبول کرنے میں ہے.

Khubsoorti apni halat mein mutmain rehne mein hai, khubsoorti khud ko jaan kar use qubool karne mein hai.

  1. ہر انسان میں خوبصورتی ہوتی ہے مگر ہر کوئی دوسروں میں موجود خوبصورتی کو دیکھ نہیں سکتا.

Har insaan mein khoobsurti hoti hai magar har koi dosron mein maojood khoobsurti ko daikh nahi sakta.

  1. خوبصورتی صرف آنکھوں کو خوش کرتی ہے. مزاج کی مٹھاس روح کو مسحور کرتی ہے.

Khubsoorti sirf aankhon ko khush karti hai, mizaaj ki mithaas rooh ko mashoor karti hai.

  1. اگر آپ پرکشش ہونٹ چاہتے ہیں تو ہمدردی کے الفاظ بولا کریں.

Agar aap purkashish hont chahte hain to hamdardi ke alfaaz bola karein.

  1. جو خوبصورتی آپ دوسروں میں دیکھتے ہیں وہ آپ کا اپنا عکس ہوتا ہے.

Jo khubsoorti aap dosron mein dekhte hain, woh aap ka apna aks hota hai.

beauty quotes in urdu
Beauty Quotes In Urdu
  1. تتلیاں اپنے پر نہیں دیکھ سکتیں وہ یہ نہیں دیکھ سکتیں کہ وہ کتنے خوبصورت ہیں، لیکن باقی سب دیکھ سکتے ہیں انسان بھی ایسے ہی ہوتے ہیں.

Titliyan apne par nahi daikh saktin, woh yeh nahi dekh saktin ke woh kitny khubsoorat hain, lekin baqi sab daikh sakte hain, insaan bhi aise hi hote hain.

  1. یہ مضحکہ خیز بات ہے کہ لوگ کسی ایسے انسان کے آس پاس رہنا چاہتے ہیں جو دیکھنے میں خوبصورت ہے. یہ ایسا ہی ہے جیسے آپ صبح ناشتے میں انڈے کو اس کے ذائقے کی بجائے اس کے رنگ روپ کی بنیاد پر کھاتے ہوں.

Yeh mazhiqa khaiz bat hai ke log kisi aise insaan ke aas paas rehna chahte hain jo dekhne mein khubsoorat hai. Yeh aisa hi hai jaise aap subah nashte mein anday ko uske zaiqay ki bajaye uske rang roop ki bunyad par khate hon.

  1. خوبصورتی اور حماقت عموماً ساتھی ہوتے ہیں.

Khubsoorti aur hamaqat amuman saathi hoty hain.

beauty quotes in urdu
Beauty Quotes In Urdu
  1. خوش مزاج اور ہمدرد عورت کی خوبصورتی ہر گزرتے سال کے ساتھ بڑھتی ہے.

Khush mizaaj aur hamdard aurat ki khubsurti har guzarte saal ke sath badhti hai.

  1. جب آپ کوئی عمدہ اور خوبصورت کام کرتے ہیں اور اسے کوئی نہیں دیکھتا اور محسوس کرتا تو غمگین نہ ہوں. ہر صبح سورج کا چمکنا بھی ایک خوبصورت نظارہ ہوتا ہے مگر زیادہ تر لوگ سوتے ہی رہتے ہیں اس کے باوجود سورج چمکنا نہیں چھوڑتا.

Jab aap koi umda aur khubsurat kaam karte hain aur use koi nahi daikhta aur mehsoos karta to ghamgeen na hon. Har subah sooraj ka chamakna bhi aik khubsurat nazara hota hai, magar zyadatar log sote hi rehte hain, iske bawajood sooraj chamakna nahi chorta.

Amazing Beauty Quotes in urdu

beauty quotes in urdu
Beauty Quotes In Urdu
  1. ولیم شیکسپیئر پہلا انسان تھا جس نے “Blush” یا شرمانا کا لفظ استعمال کیا تھا جس کا مطلب ہے چہرے کا سرخ ہو جانا.

William Shakespeare pehla insaan tha jis ne “Blush” ya sharmindagi ka lafz istemaal kiya tha jis ka matlab hai chehre ka surkh ho jana.

  1. انسان کا اخلاص اور حسن نیت انسان کی ظاہری خوبصورتی کو بڑھا دیتے ہیں.

Insan ka ikhlas aur husn e niyat insan ki zahiri khoobsurti ko barha dete hain.

خوبصورتی دیکھنے والے کی آنکھ میں ہوتی ہے.
Khoobsurti dekhne wale ki aankh mein hoti hai.

Beauty quotes in urdu
Beauty Quotes In Urdu

انسان کا بائیں جانب کا چہرہ دائیں جانب کے چہرے سے زیادہ خوبصورت ہوتا ہے.

Insaan ka baain janib ka chehra daaien janib ky chehre se zyada khubsoorat hota hai.

  1. ایک سروے کے مطابق خوبصورت لوگوں کو تعلیمی وظیفے اس لیے کم ملتے ہیں کیونکہ وہ ظاہری طور پر غریب نہیں دکھتے.

Ek survey ke mutabiq khubsoorat logon ko taleemi wazife is liye kam milte hain kyun ke woh zahiri tor par ghareeb nahi dikhte.

  1. خوبصورت لوگ عام شکل لوگوں سے 5 فیصد زیادہ کماتے ہیں.

Khubsoorat log aam shakal logon se 5 feesad ziada kamate hain.

  1. نفسیات کے مطابق خوبصورت لوگوں کی اکثریت خوش رہتی ہے.

Nafsiyat ke mutabiq khubsoorat logon ki aksariat zyada khush rehti hai.

  1. عام طور پر خوبصورت لوگ کم خوبصورت لوگوں کے مقابلے میں زیادہ پیسے کماتے ہیں اور خوبصورت لوگوں سے شادی کرتے ہیں.

Aam taur par khubsoorat log kam khubsoorat logon ke muqable mein zyada paisay kamate hain aur khubsoorat logon se shadi karte hain.

  1. خوبصورت لوگ اس لیے خوش رہتے ہیں کیونکہ انہیں زندگی میں آگے بڑھنے کے زیادہ مواقع ملتے ہیں اور وہ معاشی طور پر جلدی کامیاب ہوتے ہیں.

Khoobsurat log is liye khush rehte hain kyun ke unhein zindagi mein aage barhne ke zyada mawaqay milte hain aur woh maashi taor par jaldi kamyab hote hain.

  1. یوٹیوب پر خوبصورتی کے متعلق موجود تمام ویڈیوز میں سے51 فیصد ویڈیوز میک اپ کے متعلق ہیں.

YouTube par khoobsurti ke mutalliq maojood tamam videos mein se 51 feesad videos makeup ke mutalliq hain.

Also Read 60 Best Love Quotes In Urdu

Beautiful Quotes In Urdu

beauty quotes in urdu
Beauty Quotes In Urdu

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.