...

30 Inspiring Ashfaq Ahmed Quotes

Introduction

Explore the Profound Wisdom: Mind-Blowing Ashfaq Ahmed Quotes in urdu. Delve into the timeless insights of Ashfaq Ahmed through these thought-provoking quotes that will inspire and captivate your mind.

آشفاق احمد (22 اگست 1925 – 7 ستمبر 2004) پاکستانی مصنف، ڈراما نگار اور پاکستان کے براڈکاسٹر تھے. ان کی اردو میں شائع ہونے والی کتابوں میں ناول، کہانیاں اور ٹیلیویژن اور ریڈیو کے ڈرامے شامل ہیں. اس بلاگ میں آپ کے لیے اشفاق احمد کے بہترین اردو اقوال پیش کیے گئے ہیں. یہ اشفاق احمد اقوال آپ کی زندگی پر مثبت اثرات مرتب کریں گے.

Ashfaq Ahmed Quotes

ashfaq ahmed quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

1- اکثر لوگ اپنی گفتگو سے غیبت، تہمت اور بہتان نکال دیں تو باقی صرف خاموشی رہ جاتی ہے جو ایک بہترین عبادت ہے.

1- Aksar log apni guftagu se gheebat, tohmatain aur buhtan nikaal dain to baaqi sirf khamoshi reh jati hai jo aik behtareen ibadat hai.

2- زمانے نے عجب پلٹا کھایا ہے پہلے لوگ عبادت چھپ کر اس لیے کرتے تھے کہ کہیں شہرت نہ ہو جائے اور اب اس لیے چھپ کر کرتے ہیں کہ کہیں لوگ مذاق نہ اڑائیں.

2- Zamane ne ajab palat khaya hai, pehle log ibadat chhup kar is liye karte thay ke kahin shohrat na ho jaye, aur ab is liye chhup kar karte hain ke kahin log mazak na uraayen.

Ashfaq Ahmed Quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

3- کسی تعلق کو بچانے کے لیے سو دلیلیں دینے سے بہتر ہے کہ دل پہ پتھر رکھ کے جانے والے کو خوشی خوشی رخصت کر دیا جائے.

3- Kisi ta’alluq ko bachanay ke liye so dalail dene se behtar hai ke dil pe pathar rakh kar jane wale ko khushi khushi rakhshat kar diya jaye.

4- جب تم کسی میں عیب دیکھو تو اسے اپنے اندر تلاش کرو، اگر وہ اپنے اندر پاؤ تو نکال دو یہ ہی حقیقی تبلیغ ہے.

4- Jab tum kisi mein aib dekho to use apne andar talash karo, agar wo apne andar pao to nikal do. Ye hi haqiqi tabligh hai.

5- کوشش کریں مرنے سے پہلے
اللہ کو پیارے ہو جائیں.

5- Koshish karain merne se pehle, Allah ko pyare ho jayen.

ashfaq ahmed quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

6- درد وہ ہوتا ہے جو ہمیں دوسروں کو تکلیف میں دیکھ کر ہو ورنہ اپنا درد تو جانوروں کو بھی ہوتا ہے.

6- Dard woh hota hai jo hamein dusro ko takleef mein dekh kar ho, warna apna dard to janwaron ko bhi hota hai.

ashfaq ahmed quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

7- دنیا کی بدترین شکل یہ ہے کہ برے لوگوں کی وجہ سے اچھے لوگ خاموشی اختیار کر لیں.

7- Duniya ki badtareen shakal ye hai ke bure logon ki wajah se achay log khamoshi ikhtiyar kar lein.

8- انسان واحد  ایسی مخلوق ہے
جس کا زہر الفاظ میں ہوتا ہے.

8- Insaan wahid aisi mukhlooq hai, jiska zahar alfaz mein hota hai.

9- اگر تم نیکی، پاکیزگی اور تقویٰ کے بغیر خدا کا نام لیتے ہو تو پھر خدا ایک نام ہی ہے اور اس کے علاوہ کچھ نہیں ہے.

9- Agar tum naiki, pakizgi aur taqwa ke baghair Khuda ka naam laity ho to phir Khuda aik naam hi hai aur is ke ilawa kuch nahi hai.

10- آدمی کَبھی مُراقَبے کے اَنْداز میں بیٹھ کر سوچے، غَور کرے، خود کو جانے اور نکھارنے کی کوشِش کرے تو پھر اُس کو پتہ چلے گا کہ اس کے اَنْدَر بَہُت سی کمیاں اور کوتاہیاں موجود ہیں جن کو دور کر کے وہ اپنے ماحول کو درست کر سکتا ہے.

10- Admi kabhi muraqabe ke andaz mein beth kar soche, ghor kare, khud ko jane aur nikharnay ki koshish kare to phir us ko pata chalay ga ke us ke andar bahot si kamiyan aur kutaahiyan maojood hain jin ko door kar ke wo apne mahool ko durust kar sakta hai.

Ashfaq Ahmed Quotes In Urdu

ashfaq ahmed quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

11- آپ اپنی خوشیوں کا گلا گھونٹ کر جب پریشان حالوں کی مَدَد کرتے ہیں تو خوشی خود بخود آپ کی طرف سَفَر شُرُوع کر دیتی ہے.

11- Aap apni khushiyon ka gila ghont kar jab pareshan haloon ki madad karte hain to khushi khud bakhud aap ki taraf safar shuru kar daiti hai.

12- آپ کی خواہش کے اور آپ کے درمیان ایک فاصلہ ہونا چاہیے اس کو کھلائیں، ساتھ ساتھ رکھیں لیکن خواہش کو اپنے اوپر حاوی نہ ہونے دیں.

12- Aap ki khwahish ke aur aap ke darmiyan aik fasla hona chahiye, us ko khilain, sath sath rakhain lekin khwahish ko apne upar hawi nah hone dain.

ashfaq ahmed quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

13- جدوجہد کرنے کی، بھاگنے دوڑنے کی کوئی ضرورت نہیں، دیکھنے اور صاف آنکھوں کے ساتھ دیکھنے کی ضرورت ہے، مسئلے کے اندر اُترنے کی ضرورت ہے. جب تک تم مسئلے کی گہرائی میں نہیں جاؤ گے اسی طرح بے قرار رہو گے.

13- Jaddojehad karne ki, bhagnay dornay ki koi zaroorat nahi, daikhnay aur saaf aankhon ke sath daikhnay ki zaroorat hai, maslay ke andar utarnay ki zaroorat hai. Jab tak tum maslay ki gehrai mein nahi jao gay isi tarah beqarar raho gay.

14- مُحبت تقسیم نہیں کیا کرتے، مُحبت کو ضرب دِیا کرتے ہیں.

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.