...

30 Inspiring Ashfaq Ahmed Quotes

14- Muhabbat taqseem nahi kiya karte, muhabbat ko zarb diya karte hain.

ashfaq ahmed quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

15- آپ اپنے ساتھ بیٹھنے کی بھی عادت ڈالیں. ہم سارا وقت لوگوں کو دے دیتے ہیں. سارا وقت بولتے رہتے ہیں. لیکن خود کو وقت نہیں دے پاتے. آدمی کو خود کے ساتھ بیٹھنے سے بہت کچھ عطا ہوتا ہے.

15- Aap apne sath baithnay ki bhi aadat daalen. Hum sara waqt logon ko de dete hain. Sara waqt bolte rehte hain. Lekin khud ko waqt nahi de paate. Admi ko khud ke sath bethnay se bohat kuch ataa hota hai.

16- یہ تہیہ کر لیں کہ اللہ نے اگر ایک دروازہ بند کیا تو وہ اور  کھولے گا، تو یقیناً اور دروازے کھلتے جائیں گے.

16- Ye tehia kar lein ke Allah ne agar aik darwaza band kiya to wo aur khole ga, to yaqeenan aur darwazay khultay jayen ge.

Read More 150 + Best Wasif Ali Wasif Quotes In Urdu | Urdu Quotes

Ashfaq ahmed quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

17- وہ لوگ خوش قسمت ہیں جو باوجود اس کے علم زیادہ نہیں رکھتے، ان کی تعلیم بھی کچھ زیادہ نہیں لیکن علم ان پر وارِد ہوتا رہتا ہے، جو ایک خاموش آدمی کو اپنے ساتھ دیر تک بیٹھنے میں عطا ہوتا ہے.

17- Wo log khush qismat hain jo bawajood is ke ilm zyada nahi rakhte, un ki taleem bhi kuch zyada nahi lekin ilm un par waarid hota rehta hai, jo aik khamosh aadmi ko apne sath der tak baithnay mein ataa hota hai.

18- بے حد محبت انسان کو  اپنی حد میں لے آتی ہے.

18- Be-hadd mohabbat insaan ko apni had mein lay ati hai.

19- ایمان کیا ہے: خدا کی مرضی کو اپنی مرضی بنانا.

19- Emaan kya hai: Khuda ki marzi ko apni marzi banana.

Ashfaq Ahmed Quotes About Life

ashfaq ahmed quotes in urdu
Ashfaq Ahmed Quotes In Urdu

20- وہ آنکھیں جو زندگی کی راہوں کو روشن کرتی ہیں وہ دماغ کی آنکھیں نہیں ہوتی بلکہ دل کی آنکھیں ہوتی ہے اگر دل اندھا ہے تو زندگی کی راہ تاریک ہی رہے گی اور ساری عمر اندھیرے میں گزر جائے گی.

20- Wo aankhein jo zindagi ki raahon ko roshan karti hain, wo dimagh ki aankhein nahi hotin balkay dil ki aankhein hoti hain. Agar dil andha hai to zindagi ki raah tareek hi rahegi aur saari umar andhere mein guzar jayegi.

21- اللہ تعالی کی محبت کی اس سے بڑی دلیل کیا ہوگی کہ اتنے گناہ ہونے کے باوجود بھی اللہ تعالی ہمیں لوگوں میں ڈھانپ کر عزت دیتا ہے.

21- Allah Ta’ala ki muhabbat ki is se bari daleel kya hogi ke itne gunah honay ke bawajood bhi, Allah Ta’ala hamein logon mein dhanp kar izzat deta hai.

Ashfaq Ahmed Quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

22- جو حق دار ہیں ان کو بھی دو اور جو ناحق مانگنے والا ہے اس کو بھی، تاکہ ہمیں جو ناحق کا مل رہا ہے وہ ملنا بند نہ ہو جائے.

22- Jo haq daar hain un ko bhi do aur jo na-haq maangnay wala hai us ko bhi, taakeh humain jo na-haq ka mil raha hai wo milna band na ho jaye.

23- اگر صبر آپ کے وجود کا حصہ نہیں تو شکر بھی آپ کے پاس نہیں آئے گا کیوں کہ شکر وہاں آتا ہے جہاں صبر کی زرخیزی ہوتی ہے.

23- Agar sabr aap ke wujood ka hissa nahi to shukr bhi aap ke paas nahi aayega kyun ke shukr wahan aata hai jahan sabr ki zarkhaizzi hoti hai.

ashfaq ahmed quotes
Ashfaq Ahmed Quotes

24- محبت کسی کے لیے اپنی جان قربان کرنا نہیں ہے، کیوں کہ یہ جان تو اللہ کی امانت ہے
ہمارے پاس محبت تو کسی کی رضا اور خوشی کے لئے اپنی رضا اور خوشی قربان کرنے کا نام ہے.

24- Muhabbat kisi ke liye apni jaan qurban karna nahi hai, kyun ke yeh jaan to Allah ki amanat hai. Humare paas muhabbat to kisi ki raza aur khushi ke liye apni raza aur khushi qurban karne ka naam hai.

Conclusion

In conclusion, exploring the world of Ashfaq Ahmed’s quotes has been a journey of enlightenment and introspection. His profound words have the power to touch our hearts and stimulate our minds. Through his literary brilliance, Ashfaq Ahmed has left an indelible mark on the world of Urdu literature and broadcasting.

As we reflect on his legacy, may his wisdom continue to guide and inspire us in our own lives. Let these mind-blowing quotes be a reminder that timeless wisdom transcends generations and remains as relevant today as it was when first penned. So, let’s carry forward the essence of Ashfaq Ahmed’s quotes and allow them to shape our perspectives, decisions, and aspirations. Thank you for joining us in this exploration of his remarkable insights.

Watch Ashfaq Ahmed Quotes In Urdu

Ashfaq Ahmed Quotes In Urdu Part-1
Ashfaq Ahmed Quotes In Urdu Part-2
Ashfaq Ahmed Quotes In Urdu Part-3
Ashfaq Ahmed Quotes In Urdu Part-4

Also Read

30 Amazing Bano Qudsia Quotes In Urdu

20 Amazing Manto Quotes In Urdu

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.