...

30 Mind Blowing Carl Jung Psychological Quotes in Urdu: Become The Best Version Of Yourself

Introduction

Explore the profound insights of Carl Jung Quotes through his psychological work, now available in Urdu. Carl Jung, a Swiss psychiatrist and psychoanalyst, was a pioneering figure in the field of analytical psychology. His work revolutionized our understanding of the human psyche, introducing concepts such as the collective unconscious, archetypes, and individuation. Through his extensive research and clinical practice, Jung left behind a treasure trove of wisdom, offering timeless reflections on the complexities of the mind and the journey of self-discovery. These Psychology Quotes Will help you to understand human life and improve your personality.

Carl Jung Psychology Quotes In Urdu

Carl Jung Quotes In Urdu

1- ہم اپنے اندر کسی بھی چیز کو اس وقت تک تبدیل نہیں کر سکتے جب تک اسے قبول نہیں کر لیتے.
 
Hum apne andar kisi bhi cheez ko is waqt tak tabdeel nahi kar sakte jab tak use qabool nahi kar lete.

2- ایک شخص کا جوتا دوسرے کو تکلیف دیتا ہے زندگی گزارنے کا ایسا کوئی نسخہ نہیں ہے جو سب کے لیے موزوں ہو. 

Ek shakhs ka joota doosre ko takleef deta hai zindagi guzarnay ka aisa koi nuskha nahi hai jo sab ke liye muzoon ho.

3- اگر آپ کے سامنے راستہ بلکل صاف ہو تو یہ ممکن ہے کہ آپ کسی اور کے راستے پر چل رہے ہو. 

Agar aap ke samne raasta bilkul saaf ho to yeh mumkin hai ke aap kisi aur ke raaste par chal rahe ho.

Carl Jung Quotes

4- جہاں محبت کی حکمرانی ہوتی ہے وہاں طاقت کی خواہش نہیں ہوتی مگر جہاں طاقت غلبہ پا لیتی ہے وہاں محبت نہیں رہتی. 

Jahan mohabbat ki hukmranai hoti hai wahan taqat ki khwahish nahi hoti magar jahan taqat ghalba pa leti hai wahan mohabbat nahi rehti.

5- جب کوئی انسان دوسرے انسان کو نہیں سمجھ پاتا تو وہ اسے بے وقوف سمجھنا شروع کر دیتا ہے.
 
Jab koi insaan doosre insaan ko nahi samajh pata to woh usy bewaqoof samajhna shuru kar deta hai.

6- حقیقی زندگی 40 کے بعد شروع ہوتی ہے اس سے پہلے انسان صرف تجربات کر رہا ہوتا ہے. 

Haqeeqi zindagi 40 ke baad shuru hoti hai is se pehle insaan sirf tajurbaat kar raha hota hai.

7- جو اپنی ذات سے باہر دیکھتا ہے وہ خواب دیکھتا ہے اور جو اپنے اندر جھانکتا ہے وہ جاگ جاتا ہے. 

Jo apni zaat se bahar dekhta hai woh khwab dekhta hai aur jo apne andar jhankta hai woh jaag jata hai.

8- درست سوال کرنا مسئلے کا آدھا حل ہوتا ہے. 

Durst sawaal karna maslay ka aadha hal hota hai.

Carl Jung Urdu Quotes

9- سوچ بچار کرنا مشکل کام ہے اس لیے اکثر لوگ صرف تنقید ہی کرتے ہیں. 

Soach bichar karna mushkil kaam hai is liye aksar log sirf tanqeed hi karte hain.

10- اگر کوئی انسان دوسروں سے زیادہ جانتا ہے تو وہ تنہا ہو جائے گا. 

Agar koi insaan doosron se zyada janta hai to woh tanha ho jaye ga.

11- اپنے غموں کو گلے لگاؤ اس سے آپ کی روح نشوونما پائے گی. 

Apne ghamon ko galey lagao is se aap ki rooh nashonuma paye gi.

Carl Jung Quotes

12- جانے والے کو مت روکو ورنہ آنے والے کو جگہ نہیں دے پاؤ گے. 

Jaane wale ko mat roko warna aanay wale ko jagah nahi de pao ge.

13- یقین، امید، محبت اور بصیرت انسانی کوششوں کا بہترین حاصل ہیں. 

Yaqeen, umeed, mohabbat aur baseerat insani koshishon ka behtareen hasil hain.

14- ہم زندگی کے سفر میں ہزاروں بار روپ بدل بدل کر خود سے ملاقات کرتے رہتے ہیں. 

Hum zindagi ke safar mein hazaaroon baar roop badal badal kar khud se mulaqat karte rehte hain.

15- ہر انسان کے اندر ایک اور انسان ہوتا ہے جسے ہم نہیں جانتے ہوتے. 

Har insaan ke andar ek aur insaan hota hai jise hum nahi jaante hote.

16- انسان کو زندگی میں مشکلات کی ضرورت ہوتی ہے یہ صحت کے لیے اہم ہوتی ہیں. 

Insaan ko zindagi mein mushkilat ki zaroorat hoti hai yeh sehat ke liye ahem hoti hain.

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.