...

30 Mind Blowing Carl Jung Psychological Quotes in Urdu: Become The Best Version Of Yourself

17- تخلیقی ذہن اپنی پسندیدہ چیزوں سے کھیلنا پسند کرتا ہے. 

Takhliqi zehan apni pasandida cheezon se khelna pasand karta hai.

Carl Jung Quotes On Life

Carl Jung Quotes In Urdu

18- جہاں عقل کی حکمرانی ہوتی ہے وہاں جذبات اور سوچ متصادم نہیں ہوتے. 

Jahan aqal ki hukmranai hoti hai wahan jazbat aur soch mutasadam nahi hote.

19- ہر انسان کو اپنے خیالات سے محبت ہوتی ہے. 

Har insaan ko apne khayalat se mohabbat hoti hai.

20- جس چیز کے خلاف آپ مزاحمت کرتے رہتے ہیں وہ ہمیشہ قائم رہتی ہے. 

Jis cheez ke khilaf aap muzahimat karte rehte hain woh hamesha qaim rehti hai.

21- آپ وہی کچھ ہیں جو آپ کرتے ہیں ناکہ وہ ہیں جو آپ کہتے ہیں کہ آپ کریں گے.

Carl Jung Urdu Quotes

Aap wahi kuch hain jo aap karte hain, na keh woh hain jo aap kehte hain ke aap karenge.

22- ہر انسان جس سے زندگی میں آپ ملتے ہو کچھ نہ کچھ جانتا ہوتا ہے جو آپ نہیں جانتے ہوتے لیکن آپ کو جاننے کی ضرورت ہوتی ہے. تمام انسانوں سے کچھ نہ کچھ سیکھیں. 

Har insaan jis se zindagi mein aap milte hain kuch na kuch jaanta hota hai jo aap nahi jaante hote lekin aap ko jaanne ki zaroorat hoti hai. Tamam insano se kuch na kuch seekhein.

23 – زندگی کی سب سے بڑی آسائش یہ ہے کہ آپ وہ بن جاؤ جو آپ بننا چاہتے ہو. 

Zindagi ki sab se badi aasaish yeh hai ke aap woh ban jaayein jo aap banna chahte hain.

24- سوال کرنے کی اہلیت علم سیکھنے کا سب سے بڑا زریعہ ہے. 

Sawal karne ki ahliaat ilm seekhne ka sab se bada zariya hai.

25- ہمیں دوسرے انسان سے محبت کرنا آنا چاہیے. 

Humein doosre insaan se mohabbat karna aana chahiye.

26- ہم وہ نہیں ہوتے جو ہمارے ساتھ ہوتا ہے ہم وہی ہوتے ہیں جیسا ہونے کی ہم تمنا کرتے ہیں. 

Hum woh nahi hote jo humare saath hota hai, hum wahi hote hain jaisa hone ki hum tamanna karte hain.

Carl Jung Quotes

Carl Jung Quotes

27- دنیا آپ سے پوچھے گی کہ آپ کیا ہو اگر آپ اپنے بارے میں نہیں جانتے تو دنیا خود آپ کو اپنی مرضی کے مطابق نام دے گی. 

Duniya aap se poochhe gi ke aap kya ho agar aap apne baare mein nahi jaante to duniya khud aap ko apni marzi ke mutabiq naam de gi.

28- شرمندگی ایک ایسا جذبہ ہے جس میں انسان اپنی روح تک کو کھا جاتا ہے.

Sharmindgi aik aisa jazba hai jis mein insaan apni rooh tak ko kha jata hai.

29- عقل اس چیز کو مانتی ہے کہ تمام چیزوں کے دو رخ ہوتے ہیں.

Aqal is cheez ko maanti hai ke tamam cheezon ke do rukh hote hain.

30- دوسروں کے متعلق جن چیزوں پر ہم پریشان ہوتے ہیں وہ ہمیں خود کو سمجھنے میں مدد دیتی ہیں.

Dosron ke mutaliq jin cheezon par hum pareshan hote hain woh hamein khud ko samajhne mein madad deti hain.

31- زندگی کاملیت کا تقاضا نہیں کرتی بلکہ چیزوں کی تکمیل مانگتی ہے.

Zindagi kamalat ka taqaza nahi karti balkay cheezon ki takmeel mangti hai.

Carl Jung Love Quotes

32- دو شخصیات کا ملنا ایسے ہے جیسے دو کیمیائی چیزوں کا ملنا ہو. جب ان کے درمیان کیمیائی ردعمل ہوتا ہے تب دونوں بدل جاتے ہیں.

Do shakhsiyat ka milna aise hai jaise do kimiya’i cheezon ka milna ho. Jab in ke darmiyan kimiya’i rad-e-amal hota hai tab dono badal jaate hain.

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.