...

70 Mind Blowing Famous Quaid E Azam Quotes In Urdu

Introduction

Welcome to the world of Quaid e Azam quotes and wisdom. In this article, we present you with a collection of the remarkable sayings of Muhammad Ali Jinnah, showcasing his leadership and philosophical attributes. Alongside his notable quotes, we’ll also delve into his life and contributions. Through this post, let’s explore the unique and inspiring journey of Quaid-e-Azam and seize the opportunity to illuminate our lives with his words of wisdom.

آج ہم آپ کو قائدِ اعظم کے خوبصورت اقوال اور دانشمندانہ باتوں کی دنیا میں خوش آمدید کہتے ہیں. اس بلاگ میں قائدِ اعظم محمد علی جناح کے دلچسپ اقوال جو ان کے قائدانہ اور فکریاتی خصوصیات کے عکاس ہیں، آپ کو ان سے روشناس کرانے جا رہے ہیں. ہم آپ کو قائدِ اعظم کے اقوال کے ساتھ ساتھ ان کی زندگی اور خدمات کے بارے میں بھی معلومات فراہم کریں گے. آئیے ہم قائدِ اعظم کی انوکھی اور متاثر کن باتوں سے اپنی زندگی کو روشن کرنے کا موقع فراہم کریں.

Quaid E Azam Quotes

قائد اعظم محمد علی جناح کے بہترین اقوال

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

میں شکست کے لفظ سے آشنا نہیں

Mein shikast ke lafz se aashna nahi.

Quaid E Azam Quotes
Quaid-E-Azam Quotes

اگر کچھ بننا چاہتے ہو تو ایک لمحہ بھی ضائع نہ کرو

Agar kuch ban-na chahtay ho to aik lamha bhi zaya nah karo.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

کوئی شاندار کارنامہ سرانجام دینے کے لیے اور ملک کی قومی زندگی میں اپنا صحیح مقام حاصل کرنے کے لیے خدمت، تکلیف اور قربانی بنیادی تقاضے ہیں

Koi shandaar karnaama sar-anjaam dainay ke liye aur malik ki qaumi zindagi mein apna sahih maqam haasil karne ke liye khidmat, takleef aur qurbani bunyadi taqazay hain.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

ہمیں ناامید، مایوس اور پست نہیں ہونا چاہیے

Hamein na umeed, mayoos aur pust nahi hona chahiye.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

جمہوریت کے لئے مساوات اور اخوت کی ضرورت ہوتی ہے

Jamhoriat ke liye masawaat aur akhuwat ki zaroorat hoti hai.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

ایک دوسرے پر اعتماد سے ہی ایک دوسرے سے تعاون بڑھتا ہے

Aik dosray par aitimaad se hi aik dosray se taawun barhta hai.

Read Best Historic Quaid E Azam Speech In Urdu

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

علم تلوار سے بھی زیادہ طاقتور ہے
اس لئے علم کو اپنے ملک میں بڑھائیں. ایسے کوئی آپ کو شکست نہیں دے سکتا.

Ilm talwar se bhi ziyada taaqatwar hai is liye ilm ko apne malik mein barhayain. Aisay koi aap ko shikast nahi day sakta.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

اس سے بہتر اور کوئی ذریعہ نجات نہیں ہو سکتا کہ صداقت کی خاطر شہید کی موت مر جائیں

Is se behtar aur koi zareya nijaat nahi ho sakta ke sadaqat ki khatir shaheed ki mout mar jayen.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

مسلمان اللہ تعالی کے سوا کسی دوسرے پر تکیہ نہیں کرتا
اور اپنے حقوق کی خود حفاظت کرنا اچھی طرح جانتا ہے

Musalman Allah taala ke siwa kisi dosray par takiya nahi karta aur apne haqooq ki khud hifazat karna achi tarha jaanta hai.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

حکومت کا پہلا فریضہ امن و امان برقرار رکھنا ہے تاکہ مملکت کی جانب سے عوام کو ان کی زندگی
اور مذہبی اعتقادات کے تحفظ کی پوری پوری ضمانت حاصل ہو.

Hukoomat ka pehla fareeza aman o Amaan barqarar rakhna hai taakay mumlikat ki janib se awam ko un ki zindagi aur mazhabi aetaqadat ke tahaffuz ki poori poori zamanat haasil ho.

Also Read 150 + Wasif Ali Wasif Quotes | Urdu Quotes

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

اخلاقی قوت، دلیری، محنت اور استقلال
چار ایسے ستون ہیں. جن پر انسان کی عملی زندگی کی پوری عمارت تعمیر کی جا سکتی ہے

Ikhlaqi qowat, dileri, mehnat aur istiqlal chaar aisay sutoon hain. Jin par insaan ki amli zindagi ki poori imarat taamer ki ja sakti hai.

Quaid E Azam Quotes In Urdu

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

اگر کوئی چیز اچھی ہے تو وہ عین اسلام
ہے اور اگر کوئی چیز اچھی نہیں ہے تو وہ اسلام نہیں ہو سکتی. کیونکہ اسلام کا مطلب ہی عین انصاف ہے.

Agar koi cheez achi hai to woh ain islam hai aur agar koi cheez achi nahi hai to woh islam nahi ho sakti. kyunkay islam ka matlab hi ain insaaf hai.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

پاکستان کا مطالبہ ہم نے زمین کا ایک ٹکڑا حاصل کرنے کے لئے نہیں کیا تھا بلکہ ہمیں ایک تجربہ گاہ کی ضرورت تھی جہاں ہم اپنے اسلامی اصولوں کو اپنا سکیں.

Pakistan ka mutalba hum ne zameen ka aik tukda haasil karne ke liye nahi kya tha balkay hamein aik tajurbah gaah ki zaroorat thi jahan hum apne islami usoolon ko apna saken.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

جمہوریت کا مطلب یہ ہے کہ اکثریت
قانون بناتی ہے اور اسے نافذ کرتی ہے

Jamhoriat ka matlab yeh hai ke aksariyat qanoon banati hai aur usay nafiz karti hai.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

سیاست کو مذہب سے الگ نہیں کیا جاسکتا

Siyasat ko mazhab se allag nahi kiya ja sakta.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

ہمیں تہذیب و شرافت کو کبھی ہاتھ سے نہیں چھوڑنا چاہیے

Hamein tahazeeb o sharafat ko kabhi haath se nahi chhorna chahiye.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

اسلامی جمہوریت ہر اس قانون اور
فلسفہ زندگی کو باطل قرار دیتی ہے جس کو
ضابطہ خداوندی سے ہٹ کر انسان نے وضع کیا ہو

Islami jamhoriat har us qanoon aur
falsafah zindagi ko baatil qarar deti hai jis ko zabita khuda wandi se hatt kar insaan ne waza kya ho.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

محنت کرو، دیانت اور خلوص کے دامن کو مضبوطی سے تھام لو.

Mehnat karo, Dayanat aur khuloos ke daman ko mazbooti se thaam lo.

Quaid E Azam Quotes
Quaid E Azam Quotes

آپ تعلیم پر پورا دھیان دیں، اپنے آپ کو عمل کے لئے تیار کریں۔ خیالی دنیا سے نکل آئیں اور اپنے دماغ ایسے پروگراموں کےلئے وقف کردیں، جن سے زندگی کے ہر شعبہ میں لوگوں کی حالات بہتر ہو سکیں۔

Aap taleem par poora dheyaan den, apne aap ko amal ke liye tayyar karen, khayaali duniya se nikal ayen aur apne dimagh aisay programon ke liye waqf kar dein, jin se zindagi ke har shoba mein logon ki halaat behtar ho saken.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

اپنی تنظیم اس طور پر کیجئے کہ کسی پر بھروسہ کرنے کی ضرورت نہ رہے، یہی آپ کا واحد اور بہترین تحفظ ہے

Apni tanzeem is tor par kijiye ke kisi par bharosa karne ki zaroorat nah rahay, yahi aap ka wahid aur behtareen tahaffuz hai.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

جو مسلمان پاکستان کی مخالفت کر رہے ہیں وہ اپنی زندگی بھارت کے ساتھ وفاداری کا ثبوت دیتے ہوئے گزاریں گے

Jo musalman Pakistan ki mukhalfat kar rahay hain woh apni zindagi Bharat ke sath wafadaari ka saboot dete hue guzaraian ge.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

دنیا کی کوئی طاقت پاکستان کو ختم نہیں کرسکتی

Duniya ki koi taaqat Pakistan ko khatam nahi kar sakti .

Quaid E Azam Zindabad

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

ہم سب پاکستانی ہیں اور ہم میں سےکوئی بھی سندھی ، بلوچی ، بنگالی ، پٹھان یا پنجابی نہیں ہے۔ ہمیں صرف اور صرف اپنے پاکستانی ہونے پر فخر ہونا چاہیے

Hum sab Pakistani hain aur hum mein se koi bhi sindhi, balochi, bangali, pathan ya punjabi nahi hai. hamein sirf aur sirf apne Pakistani honay par fakhr hona chahiye.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

انصاف اور مساوات میرے رہنماء اصول ہیں اور مجھے یقین ہے کہ آپ کی حمایت اور تعاون سے ان اصولوں پر عمل پیرا ہوکر ہم پاکستان کو دنیا کی سب سے عظیم قوم بنا سکتے ہیں

Insaaf aur masawaat mere rehnuma usool hain aur mujhe yaqeen hai ke aap ki himayat aur taawun se un usoolon par amal pera hokar hum Pakistan ko duniya ki sab se azeem qoum bana satke hain.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

دنیا کی کوئی قوم اس وقت تک ترقی نہیں کرسکتی جب تک اس کی خواتین مردوں کے شانہ بشانہ معاشرے کی تعمیر و ترقی میں حصہ نہ لیں۔ عورتوں کو گھر کی چار دیواری میں بند کرنے والے انسانیت کے مجرم ہیں.

Duniya ki koi qoum us waqt tak taraqqi nahi kar sakti jab tak us ki khawateen mardon ke shana bshanh muashray ki taamer o taraqqi mein hissa nah len. Aurton ko ghar ki chaar deewari mein band karne walay insaaniyat ke mujrim hain.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

پاکستان کی داستان ، اس کے لئے کی گئی جدوجہد اور اس کا حصول، رہتی دنیا تک انسانوں کے لئے رہنماء رہے گی کہ کیسے عظیم مشکلات سے نبرد آزما ہوا جاتا ہے

Pakistan ki daastaa’n, is ke liye ki gayi jad-o-jehad aur is ka husool, rehti duniya tak insanon ke liye rehnuma rahay gi ke kaisay azeem mushkilaat se nabard aazma howa jata hai.

Quaid E Azam Quotes In Urdu
Quaid E Azam Quotes In Urdu

الفاظ کی اتنی قدروقیمت نہیں جتنی افعال کی ہوتی ہے،مجھے یقین ہے، کہ آپ اپنے اسلاف کی روایات کے مطابق شان دارکارناموں کا مظاہرہ کریں گے، اور اپنی عظیم قوم کی عزت ووقار کو برقرار رکھیں گے۔

Alfaaz ki itni qadr o qeemat nahi jitni afghal ki hoti hai, mujhe yaqeen hai ke aap apne islaaf ki riwayaat ke mutabiq shaandaar karnamon ka muzahira karen ge, aur apni azeem qoum ki izzat o vaqar ko barqarar rakhen ge.

Quaid E Azam Quotes On Pakistan

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.