تنہائی کا شکار انسان جس سے بھی ملتا ہے اسے بہت جلدی اپنا آپ سونپ دیتا ہے
Tanhai ka shikaar insaan jis se bhi milta hai usay bohat jaldi apna aap soonp deta hai.
جس کے پاس اپنے دن کا دو تہائی حصہ اپنے لیے نہیں ہے، وہ غلام ہے، چاہے وہ کوئی بھی ہو: سیاست دان، تاجر، سرکاری اہلکار یا عالم
Jis ke paas apne din ka do tihai hissa apne liye nahi hai, woh ghulam hai, chahay woh koi bhi ho : siyasat daan, tajir, sarkari ahelkaar ya aalam.
اکثر کسی رائے سے ہمارے اختلاف کی وجہ اس کے سوا کچھ نہیں ہوتی کہ ہمیں وہ لہجہ پسند نہیں جس میں اس کا اظہار کیا جاتا ہے
Aksar kisi raye se hamaray ikhtilaaf ki wajah is ke siwa kuch nahi hoti ke hamein woh lehja pasand nahi jis mein is ka izhaar kya jata hai.
بہت سے لوگ ایک بار اختیار کیے گئے راستے پر چلنے کو بضد رہتے ہیں جبکہ بہت کم لوگ ایسے ہوتے ہیں جو منزل کے لیے بضد ہوں
Bahot se log aik baar ikhtiyar kiye gaye rastay par chalne ko bazid rehtay hain jabkay bohat kam log aisay hotay hain jo manzil ke liye bazid hon.
ایسے شخص سے لوگ ہمیشہ ناراض رہتے ہیں جو اپنی زندگی کے لیے منفرد معیارات کا انتخاب کرتا ہے. کیونکہ وہ انسان خود کے ساتھ خلاف معمول برتاؤ کرتا ہے اس لیے لوگ اس کے مقابلے میں خود کو کمتر محسوس کرتے ہیں
Aisay shakhs se log hamesha naraaz rehtay hain jo apni zindagi ke liye munfarid mayarat ka intikhab karta hai, kionkay woh insaan khud ke sath khilaaf e mamool bartao karta hai is liye log is ke muqablay mein khud ko kamtar mehsoos karte hain.
Motivational Quotes In Urdu For Success
جب ہم سے کسی معاملے کے بارے میں اچانک پوچھا جاتا ہے تب پہلی رائے جو ہمارے زہن میں آتی ہے وہ عام طور پر ہماری اپنی نہیں ہوتی بلکہ صرف رواج ہوتی ہے، جو ہماری ذات پات، مقام، یا ولدیت کے مطابق ہوتی ہے. ہماری اپنی رائے شاذ و نادر ہی سامنے آپاتی ہے
Jab hum se kisi muamlay ke baray mein achanak poocha jata hai tab pehli raye jo hamaray zahn mein aati hai woh aam tor par hamari apni nahi hoti balkay sirf rivaaj hoti hai, jo hamari zaat paat, maqam, ya waldiyat ke mutabiq hoti hai, hamari apni raye shaz o nadir hi samnay aapati hai.
تمام عظیم چیزوں کو اپنے آغاز میں انسانیت کے دلوں پر خود کو نقش کرنے کے لیے خوفناک اور شیطانی ماسک پہننا ضروری ہے
Tamam azeem cheezon ko apne aaghaz mein insaaniyat ke dilon par khud ko naqsh karne ke liye khaofnaak aur shaytani mask pehenna zaroori hai.
زمین کی ایک جلد ہے اور اس جلد کی بیماریاں ہیں. اس کی ایک بیماری انسان کہلاتی ہے
Zameen ki aik jild hai aur us jild ki bemariyan hain, is ki aik bemari insaan kehlati hai.
تمام دلچسپ انسان جنت میں نہیں ہوں گے
Tamam dilchasp insaan jannat mein nahi hon ge.
جو مجھے نہیں مارتا وہ مجھے مضبوط بناتا ہے
Jo mujhe nahi maarta woh mujhe mazboot banata hai.
Watch Motivational Friedrich Nietzsche Quotes In Urdu
Conclusion
In conclusion, these Friedrich Nietzsche quotes in Urdu serve as powerful reminders of the strength, resilience, and determination that lies within each of us. By embracing their wisdom, we can ignite our inner fire, overcome obstacles, and achieve greatness. So, let these Urdu motivational quotes be the guiding light on your path to a brighter, more fulfilling future.
Read More
50 Best Quotes In Urdu | Urdu Quotes | Plato Quotes
Top 20 Best Urdu Quotes By Ernest Hemingway
150 Best Motivational Quotes In Urdu