...

20 Best Deep Manto Quotes In Urdu About Women

Read More Best Saadat Hasan Manto Quotes In Urdu About Women

Manto quotes in urdu
Manto Quotes In Urdu

اگر یہ معاشرہ کوٹھوں پر جانے والے بے غیرت اور شہوانیت سے بھرے لوگ پیدا کر سکتا ہے تو اس معاشرے سے رنڈی پیدا کرنے پر حیرانگی کیوں ہوتی ہے جب تک خریدار موجود ہونگے بازار میں مال آتا رہے گا

Agar yeh muashra kothon par jane walay be ghairat aur shahwaniyat se bharay log peda kar sakta hai to is muashray se randi peda karne par hairangi kyun hoti hai jab tak khredar maujood hunge bazaar mein maal aata rahay ga.

Manto Quotes In Urdu
Manto Quotes In Urdu

عورت کے سامنے مرد حیثیت ہی کیا رکھتا ہے. عورت سے دور مرد سب کچھ ہے پر جب وہ عورت کے سامنے آتا ہے تو کشکول اٹھانے والا بھکاری بن جاتا ہے کیونکہ عورت سے وہ سوائے خیرات کے اور مانگتا ہی کیا ہے

Aurat ke samnay mard hesiyat hi kya rakhta hai. Aurat se door mard sab kuch hai par jab woh aurat ke samnay aata hai to kashkaul uthany wala bhikari ban jata hai kyunkay aurat se woh siwaye khairaat ke aur mangta hi kya hai.

Manto Quotes In Urdu
Manto Quotes In Urdu

مرد کے لیے عورت بہت دلچسپ چیز ہے
عورت کے لئے مرد بھی کم دلچسپ چیز نہیں اور میرا تو یہ خیال ہے کہ ایسی دلچسپ چیز خدا نے پیدا ہی نہیں کی

Mard ke liye aurat bohat dilchasp cheez hai ,aurat ke liye mard bhi kam dilchasp cheez nahi aur mera to yeh khayaal hai ke aisi dilchasp cheez kkhuda ne peda hi nahi ki.

Manto quotes in urdu
Manto Quotes In Urdu

جب مرد اور عورت کی محبت ہوتی ہے تب کسی کو پتہ نہیں چلتا مگر جب رشتہ ٹوٹ جاتا ہے ساری دنیا کو معلوم ہو جاتا ہے اور جگ ہنسائی ہوتی ہے

Jub mard aur aurat ki mohabbat hoti hai tab kisi ko pata nahi chalta magar jab rishta toot jata hai saari duniya ko maloom ho jata hai aur jug hunsaai hoti hai.

Manto quotes in urdu
Manto Quotes In Urdu

مرد عورت کو کمزور، کم زبان اور کم عقل سمجھتا ہے. اس کے اس نظریے سے عورت کو فائدہ اٹھانا چاہیے. عورت کمزور سہی لیکن وہ کم زبان اور کم عقل تو نہیں. عورت اپنی عقل اور زبان سے کیوں نہ فائدہ اٹھائے

Mard aurat ko kamzor, kam zabaan aur kam aqal samjhta hai. Is ke is nazriye se aurat ko faida uthana chahiye. Aurat kamzor sahi lekin woh kam zabaan aur kam aqal to nahi. Aurat apni aqal aur zabaan se kyun nah faida uthaye.

Manto Quotes In Urdu
Manto Quotes In Urdu

اکثر عورتیں مرد کو ان آنکھوں سے دیکھتی ہیں جن سے وہ اپنے باپ اور بھائیوں کو دیکھنے کی عادی ہے. یہ غلطی ہے سب مرد باپ اور بھائی تو نہیں ہوتے

Aksar aurtain mard ko un aankhon se dekhati hain jin se woh apne baap aur bhaiyon ko dekhnay ki aadi hain. Yeh ghalti hai sab mard baap aur bhai to nahi hotay.

Manto Quotes In Urdu
Manto Quotes In Urdu

عورت اور مرد کے درمیان اس وقت تک مفاہمت کا کوئی رشتہ پیدا نہیں ہو سکتا جب تک وہ میاں بیوی نہ بن جائیں

Aurat aur mard ke darmiyan us waqt tak mafahmat ka koi rishta peda nahi ho sakta jab tak woh miyan biwi nah ban jayen.

Manto Quotes In Urdu
Manto Quotes In Urdu

عورت مرد کی طرف یوں دیکھتی ہے جیسے بکرے قصائی کی طرف

Aurat mard ki taraf yun dekhati hai jaisay bakray qasai ki taraf.

Manto Quotes In Urdu
Manto Quotes In Urdu

دراصل عورت ہاں اور نہ کا ایک نہایت ہی دلچسپ مرکب ہے یہی وجہ ہے کہ مرد اسے پسندیدگی کی نظر سے دیکھتے ہیں اگر اس میں ہاں اور نہ کا یہ الجھاؤ نہ ہوتا تو مرد اسے کبھی نہ چھیڑتے

Darasal aurat haan aur nah ka aik nihayat hi dilchasp murakkab hai yahi wajah hai ke mard usay pasandeedgi ki nazar se dekhte hain agar is mein haan aur nah ka yeh uljhao nah hota to mard usay kabhi nah chairtay.

Manto Quotes In Urdu
Manto Quotes In Urdu

نقاب اٹھنے پر بھی یورپ کی بے نقاب عورتیں اسی طرح گھوری جاتی ہیں جس طرح یہاں برصغیر کی نقاب پوش عورتوں کے نقاب گھورے جاتے ہیں. دراصل جنسی بھوک کچھ اس قسم کی بھوک ہے کہ مٹائے نہیں مٹ سکتی

Naqaab uthnay par bhi Europe ki be naqaab aurtain isi terha ghori jati hain jis terha yahan Bar E Sagheer ki naqaab posh aurton ke naqaab ghooray jatay hain. Darasal jinsi bhook kuch is qisam ki bhook hai ke mitaye nahi mit sakti.

Conclusion

In exploring the world of Manto’s quotes in urdu, we’ve uncovered a unique realm where hidden truths and the realities of life shine with distinctive illumination. Manto’s writings provide us with a fresh perspective on life, societal conflicts, and human truths.

His deep quotes teach us to understand and navigate the complexities of real perspectives, enriching our lives with wisdom and insight. Through his narrative tales, we’ve found valuable lessons for contemplating various situations in our own lives.

Let’s absorb ourselves in the beauty of his verses, grasp the brilliance of his insightful thoughts, and move forward in our lives with a new light inspired by Manto’s profound wisdom.

Related: 20 Best Saadat Hassan Manto Quotes In Urdu

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.