...

25 Best Mustansar Hussain Tarar Quotes

Explore the best quotes by Mustansar Hussain Tarar in this blog post! Let’s uncover the wisdom and inspiration found in his words. Join us on a journey to discover the most insightful and impactful quotes that resonate with the essence of life. Get ready for a dose of motivation and timeless wisdom from this literary maestro.

اس بلاگ میں ہم مستنصر حسین تارڑ کے بہترین اقوال پیش کر رہے ہیں. مستنصر حسین تارڑ کے ان الفاظ میں چھپی حکمت اور دانائی آپ کو انسانی زندگی اور رویوں کو سمجھنے میں بہت مدد دے گی.

Mustansar Hussain Tarar Quotes

Mustansar hussain tarar quotes
Mustansar Hussain Tarar Quotes
  1. تنہائی کے سو روپ ہیں اس کا ایک روپ ایسا ہے جس میں انسان خود ایک اداسی گھولتا ہے اور اس کیفیت کو اپنے اوپر طاری کر کے ایک لطف سے آشنا ہوتا ہے.

Tanhai ke sau roop hain, is ka aik roop aisa hai jis mein insaan khud aik udasi gholta hai aur is kaifiyat ko apne oopar tari karte hue aik lutf se ashna hota hai.

  1. پاؤں گیلے کئے بنا سمندر تو پار کیا جاسکتا ہے مگر آنسو بہائے بغیر زندگی نہیں گزاری جا سکتی.

Paon gile bana samundar to par kya ja sakta hai magar ansoo bahaaye bina zindagi nahin guzari ja sakti.

  1. ہمارے چہرے نقاب ہیں، ہم ان کے پیچھے اپنے دکھ درد روپوش کرتے ہیں.

Hamare chehre naqaab hain, hum un ke peeche apne dukh dard rouposh karte hain.

Mustansar Hussain Tarar Quotes
Mustansar Hussain Tarar Quotes
  1. ہمارے ہاں خوشی پر مکمل پابندی ہے. خوشی کو خاصا مضر صحت سمجھا جاتا ہے خاص طور پر ہمارے علماء مسرت کے کسی بھی اظہار کو برداشت نہیں کر سکتے یوں لگتا ہے جیسے ہم میں نفسیاتی لحاظ سے زندگی سے لطف اندوز ہونے کی صلاحیت نہیں رہی. خوش ہوتے بھی ہیں تو ساتھ میں خود کو جیسے مجرم بھی محسوس کرنے لگتے ہیں.

Hamare han khushi par mukammal pabandi hai. Khushi ko khasa muzir e sehat samjha jata hai khas taor par hamare ulama musrat ke kisi bhi izhaar ko bardash nahin kar sakte youn lagta hai jaise ham main nafsiyati lehaz se zindagi se lutf andoz hone ki salahiyat nahin rahi. Khush hote bhi hain to sath main khud ko jaise mujrim bhi mehsoos karne lagte hain.

  1. جو بھی تخلیقی ذہن ہوتے ہیں. وہ ادیب ہوں یا سائنسدان صرف تنہائی میں ہی اپنے من میں ڈوب کر سراغ زندگی پاتے ہیں.

Jo bhi takhliqi zehan hote hain. Woh adeeb hon ya sainsdan sirf tanhai main hi apne man main doob kar suragh zindagi paate hain.

Mustansar Hussain Tarar Quotes
Mustansar Hussain Tarar Quotes
  1. بچہ بڑا ہو کر سمجھ جاتا ہے کہ باپ کی لگائی گئی پابندیاں ٹھیک تھیں اور بندہ مرنے کے بعد سمجھ جائے گا کہ اس کے رب کی لگائی گئی پابندیاں ٹھیک تھیں.

Bacha bara ho kar samajh jata hai ke baal ki lagai gai pabandiyan theek thin aur banda marny ke baad samajh jaye ga ke is ke rab ki lagai gai pabandiyan theek thin.

  1. بادل بر سے نہ برسے، اسے دیکھ کر ٹھنڈک محسوس ہوتی ہے اولاد خدمت کرے نہ کرے اسے دیکھ کر بھی دل میں ٹھنڈک پڑ جاتی ہے.

Badal barse nahin barse, use dekh kar thandak mehsoos hota hai, aolad khidmat kare na kare use daikh kar bhi dil main thandak par jati hai.

  1. اگر کوئی واقعی احمقوں کے لیے مخصوص جنت ہوتی ہے تو اس میں کچھ وقت گزارنا کتنا پر لطف تجربہ ہو گا۔ یقینا اس میں سیاست دانوں، دانشوروں اور خصوصی طور پر کالم نگاروں کی تعداد بہت زیادہ ہو گی جس کی وجہ سے میں اس میں گھر جیسا آرام محسوس کروں گا.

Agar koi waqai ahmaqon ke liye makhsoos jannat hoti hai to is main kuch waqt guzaarna kitna pur lutf tajruba ho ga. Yaqinan is main siyasat danon, danishwaron aur khaas taur par kalum nigaron ki tadad baohat zyada ho gi jis ki wajah se main is main ghar jaisa aram mehsoos karon ga.

  1. کیا کبھی سعودی عرب نے کسی ایک پاکستانی کو اپنے ملک کی شہریت دی۔ امریکہ کھلے دل سے قبول کرتا ہے۔ مذہب اور عقیدے کے حوالے سے جتنی آزادی امریکہ میں ہے سعودی عرب اور پاکستان میں بھی نہیں.

Kya kabhi Saudi Arab ne kisi ek Pakistani ko apne mulk ki shehriyat di? America khule dil se qubool karta hai. Mazhab aur aqeede ke hawale se jitni azadi America main hai, Saudi Arab aur Pakistan main bhi nahi.

Best Mustansar Hussain Tarar Quotes In Urdu

Mustansar Hussain Tarar Quotes
Mustansar Hussain Tarar Quotes
  1. جیسے انگریزوں کو “اے نیشن آف شاپ کیپرز” کہتے ہیں۔ ہسپانویوں کو “اے نیشن آف بل فائٹرز” کہتے ہیں، اطالویوں کو “اے نیشن آف لورز” یعنی عاشقوں کی قوم کہتے ہیں۔ اسرائیلیوں کو کم از کم میں خون کے پیاسے کہتا ہوں.

Jaise Angrezo ko “A Nation of Shopkeepers” kehte hain. Hispanviyon ko “A Nation of Bullfighters” kehte hain, Atalwion ko “A Nation of Lovers” yani ashqon ki qoam kehte hain. Israiliyo ko kam az kam main khoon ke pyasay kehta hoon.

  1. یہ صرف مڈل کلاس کی خواتین ہوتی ہیں جو حیا اور معصومیت رکھتی ہیں اور ان کا تحفظ کرتی ہیں نچلی کلاس تحفظ کی استطاعت نہیں رکھتی اور اپر کلاس بے تحفظی کی استطاعت رکھتی ہے تو اس بات کی وجہ سے مجھے مڈل کلاس پسند ہے.

Ye sirf model class ki khawateen hoti hain jo haya aur masoomiyat rakhti hain aur un ka tahaffuz karti hain. Nichli class tahaffuz ki istitaat nahi rakhti aur upper class be-tahaffuzi ki istitaat hai to is baat ki wajah se mujhe middle class pasand hai.

  1. انسان اگرچہ ایک جانور ہے لیکن اسے سچ مچ کا جانور بنتے دیر نہیں لگتی، انسانی رشتوں کی بے حسی اسے بالآخر ایسا بنا دیتی ہے.

Insaan agarcha aik janwar hai lekin use sach much ka janwar bante der nahi lagti, insani rishton ki baihisi use bilaakhir aisa bana daiti hai.

Mustansar Hussain Tarar Quotes
Mustansar Hussain Tarar Quotes

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.