...

50 Amazing Pythagoras Quotes In Urdu To Illuminate Your Path

Ghusse mein hamein bol chal aur amal dono se parhez karna chahiye.

26- اپنا احترام کریں باقی ہر چیز کے سامنے آپ محترم ہو جائیں گے.

Apna ehtram karein baqi har cheez ke samne aap muhtaram ho jayein ge.

Pythagoras Quotes In Urdu
Pythagoras Quotes In Urdu

27- نفرت اور خوف خون میں زہر پیدا کرتے ہیں جو اگر جاری رہے تو آنکھ، کان، ناک اور ہاضمے کے اعضاء کو متاثر کرتا ہے. لہٰذا اپنے بارے میں دوسروں کی ناگوار باتیں  سننا اور یاد رکھنا عقلمندی نہیں ہے.

Nafrat aur khauf khoon mein zehar peda karte hain jo agar jari rahe toh aankh, kaan, naak aur hazmay ke aaza ko mutasir karta hai. Lihaza apne bare mein dosron ki nagawar baten sunna aur yaad rakhna aqalmandi nahi hai.

28- عورت کی آنکھوں میں دو طرح کے آنسو ہوتے ہیں ایک غم کا اور دوسرا فریب کا.

Aurat ki aankhon mein do tarah ke ansoo hote hain ek gham ka aur doosra fareb ka.

29- آپ کو کسی انسان کی بوجھ اٹھانے میں تو مدد کرنی چاہئے، لیکن بوجھ کو واپس رکھنے میں مدد نہیں کرنی چاہئے.

Aap ko kisi insan ki bojh uthane mein to madad karni chahiye, lekin bojh ko wapas rakhne mein madad nahi karni chahiye.

Pythagoras Quotes In Urdu
Pythagoras Quotes In Urdu

30- زیادہ تر مرد اور عورتیں، پیدائشی طور پر یا فطری طور پر دولت یا طاقت میں آگے بڑھنے کے ذرائع نہیں رکھتے ہوتے لیکن سب کے پاس علم میں آگے بڑھنے کی صلاحیت موجود ہوتی ہے.

Zyadatar mard aur auratein, paidaishi taur par ya fitri taur par daulat ya taqat mein aage barhne ke zarae nahi rakhte hote lekin sab ke paas ilm mein aage barhne ki salahiyat hoti hai.

 31- ایک انسان کبھی بھی اتنا بڑا نہیں ہوتا جتنا وہ کسی بچے کی مدد کے لیے گھٹنوں کے بل ہوتا ہے.

Ek insaan kabhi bhi itna bara nahi hota jitna woh kisi bachay ki madad ke liye ghutnon ke bal hota hai.

32- بہترین کام کریں اور مطمئن رہیں، اور لوگوں کو باتیں بنانے دیں.

Behtareen kaam karein aur mutmain rahiye, aur logon ko baatein banane dein.

Pythagoras Quotes In Urdu
Pythagoras Quotes In Urdu

33- قول و فعل میں عدل و انصاف پر عمل کرو اور کسی بھی کام کو سوچ سمجھ کر کرو.

Qaul o fail mein adal o insaaf par amal karo aur kisi bhi kaam ko soch samajh kar karo.

Pythagoras Quotes Never Trust A Friend

34- دوست دو جسموں میں ایک جان ہوتے ہیں. اپنے دوست کی خامیاں ریت پر لکھیں.

Dost do jismoon mein ek jaan hote hain. Apny dost ki khamian rait pr likhain.

35- اچھی طرح سے سیکھی گئی حکمت، کبھی فراموش نہیں ہوتی.

Achi tarah se seekhi gayi hikmat, kabhi faramosh nahi hoti.

Pythagoras Quotes In Urdu
Pythagoras Quotes In Urdu

36- بے وقوفی سے بچنے کے لیے عمل کرنے سے پہلے غور کرو. بے وقوف ہے وہ آدمی جو بغیر سوچے سمجھے بولتا اور کام کرتا ہے.

Be-waqoofi se bachne ke liye amal karne se pehle ghaor karo. Be-waqoof hai woh aadmi jo baghair sochay samjhay bolta aur kaam karta hai.

37- آپ کے دوست کی جانب سے دی گئی ضرب آپ کے دشمن کے بوسے سے بہتر ہے.

Apke dost ki janib se di gayi zarb aapke dushman ke bosay se behtar hai.

38- ہر انسان کو خدا نے علم حاصل کرنے اور غوروفکر کے لیے بنایا ہے.

Har insaan ko Khuda ne ilm hasil karne aur ghor o fikr ke liye banaya hai.

39- خاموش رہو یا اپنے الفاظ کو خاموشی سے زیادہ قیمتی بناؤ.

Khamosh raho ya apne alfaz ko khamoshi se zyada qeemti banao.

40- جب عقلمند آدمی اپنا منہ کھولتا ہے تو اس کی روح کی خوبصورتیاں ایسے سامنے آتی ہیں جیسے مندر کی مورتیاں ہوں.

Jab aqalmand aadmi apna munh kholta hai to uski rooh ki khoobsurtiyan aise samne aati hain jaise mandir ki murtiyan hon.

Pythagoras Quotes In Urdu
Pythagoras Quotes In Urdu

41- ان چیزوں پر تحمل کی مشق کریں: بھوک، نیند، ہوس اور غصہ.

In cheezon par tahammul ki mashq karein: bhook, neend, hawas aur ghusa.

42- جو انسان سچ کو چھپاتا ہے وہ دراصل سونا دفن کرتا ہے.

Jo insaan sach ko chupata hai woh darasal sona dafan karta hai.

43- روشنی ہے تو اندھیرا ہے. اگر سردی ہے تو گرمی؛ اگر اونچائی، ہے تو گہرائی؛ اگر ٹھوس ہے تو سیال؛ اگر سخت ہے تو نرم؛ اگر کھردرا ہے تو ہموار؛ اگر پرسکون ہے تو طوفان؛ اگر خوشحالی ہے تو مصیبت؛ اگر زندگی ہے تو موت ہے یہ سب ساتھ ساتھ چلتے ہیں.

Roshni hai to andhera hai. Agar sardi hai to garmi; agar unchai hai to gehrai; agar thos hai to sayal; agar sakht hai to narm; agar khurdra hai to hamwar; agar pursukoon hai to toofan; agar khushhali hai to musibat; agar zindagi hai to maut hai yeh sab sath sath chalte hain.

44- طاقت، صلاحیت اور ضرورت ایک دوسرے کے قریب رہتے ہیں.

Taqat, salahiyat aur zarurat aik dosray ke qareeb rehtay hain.

45- آرام کی بجائے ورزش کرنا بہتر ہے.

Aaram ki bajaye warzish karna behtar hai.

Pythagoras Quotes In Urdu
Pythagoras Quotes In Urdu

46- وہ انسان امیر نہیں ہے جو اپنے مال سے لطف اندوز نہ ہو سکے.

Woh insaan ameer nahi hai jo apne maal se lutf andooz na ho sake.

47- ایک ہی وقت میں زندگی کے کئی راستوں پر چلنا مشکل ہے.

Aik hi waqt mein zindagi ke kayi raaston par chalna mushkil hai.

48- انصاف کے بغیر کوئی بھی ریاست ترقی نہیں کر سکتی.

Insaf ke baghair koi bhi riyasat taraqqi nahi kar sakti.

49- وقت اس دنیا کی روح ہے.

Waqt is duniya ki rooh hai.

Pythagoras Quotes On Education

Pythagoras Quotes In Urdu
Pythagoras Quotes In Urdu

50- تمام انسان اس بات پر زور دیتے ہیں کہ حکمت سب سے بڑی بھلائی ہے، لیکن بہت کم لوگ ہیں جو اس عظیم ترین بھلائی کو مستعدی سے تلاش کرتے ہیں.

Tamam insaan is baat par zor detay hain ke hikmat sab se badi bhalaai hai, lekin bahot kam log hain jo is azeem tareen bhalaai ko mustaddi se talash karte hain.

Conclusion

In conclusion, Pythagoras’ timeless wisdom transcends languages, resonating deeply even in Urdu translations. His quotes on love remind us of its profound essence, while his insights on education illuminate the path to enlightenment. Through his reflections on God, Pythagoras invites us to ponder the mysteries of existence. Lastly, his cautionary words about trust serve as timeless reminders in navigating human relationships. Whether contemplating the intricacies of love, seeking enlightenment through education, exploring spirituality, or navigating the complexities of trust, Pythagoras’ quotes offer invaluable guidance and contemplation in every aspect of life.

Leave a Comment

Seraphinite AcceleratorOptimized by Seraphinite Accelerator
Turns on site high speed to be attractive for people and search engines.