Table of Contents
Introduction
Your search to urdu quotes about life ends here. In this blog we are sharing amazing and insightful shakespeare urdu quotes about life. These are best life quotes in urdu language which gives better understanding of human life.
Urdu Quotes About Life
1- عمل میں بھی اتنے ہی عظیم بنیں، جتنا کہ آپ سوچ میں ہیں.
1- Amal mein bhi itnay hi azeem banin, jitna ke aap soch mein hain.
2- دوسروں کی غلطیوں کے نتائج آپ کے لیے بہترین سبق ہو سکتے ہیں.
2- Doosron ki ghaltion ke nataij aap ke liye behtareen sabaq ho satke hain.
3- اگر ہم اپنی عزت کھو دیتے ہیں تو ہم اپنے آپ کو کھو دیتے ہیں.
3- Agar hum apni izzat kho dete hain to hum apne aap ko kho dete hain.
4- شک ہمیشہ مجرم ذہن کو ستاتا ہے. چور جھاڑی سے بھی ایسے ڈرتا ہے جیسے کوئی پولیس والا ہو.
4- Shak hamesha mujrim zehen ko satata hai, chor jhaari se bhi aisay darta hai jaisay koi police wala ho.
5- جہالت خدا کی لعنت ہے۔ علم وہ پر ہیں جن سے ہم آسمان کی بلندیوں کی طرف پرواز کرتے ہیں.
5- Jahalat khuda ki laanat hai, ilm woh par hain jin se hum aasman ki bulandiyon ki taraf parwaaz karte hain.
6- محبت ایک دھواں ہے جو آہوں سے جنم لیتا ہے.
6- Mohabbat aik dhuwan hai jo aahon se janam laita hai.
7- صرف بولنا کافی نہیں، سچ بولنا ضروری ہے.
7- Sirf bolna kaafi nahi, sach bolna zaroori hai.
8- احمق اپنے آپ کو عقلمند سمجھتا ہے، لیکن عقلمند اپنے آپ کو بیوقوف سمجھتا ہے.
8- Ahmaq apne aap ko aqalmand samjhta hai, lekin aqalmand apne aap ko bewaqoof samjhta hai.
9- کوئی چیز اچھی یا بری نہیں ہوتی، لیکن سوچ اسے ایسا بناتی ہے.
9- Koi cheez achi ya buri nahi hoti, lekin soch usay aisa banati hai.
10- اپنی محبت کو کسی ایسے انسان پر ضائع مت کرو جو اس کی قدر نہیں کرتا.
10- Apni mohabbat ko kisi aisay insaan par zaya mat karo jo is ki qader nahi karta.
Life Quotes In Urdu
11- وقت گزرنے کے ساتھ ہم اس چیز سے نفرت کرنا شروع کر دیتے ہیں جس سے خوف محسوس کرتے ہیں.
11- Waqt guzarnay ke sath hum us cheez se nafrat karna shuru kar dete hain jis se khauf mehsoos karte hain.
12- معصوم پھول کی طرح نظر آؤ لیکن اس کے نیچے چھپے سانپ کی طرح بنو.
12- Masoom phool ki terha nazar aao lekin is ke neechay chupay saanp ki terha bano.
13- عورت جب بھی کچھ سوچتی ہے، بولتی ضرور ہے.
13- Aurat jab bhi kuch sochti hai, bolti zaroor hai.
14- جب بھی دکھ آتے ہیں اکیلے نہیں آتے، پوری فوج کی شکل میں آتے ہیں.
14- Jab bhi dukh atay hain akailey nahi atay, poori fouj ki shakal mein atay hain.
15- جو اپنے آپ سے سچ بول سکتے ہیں وہ کسی دوسرے سے جھوٹ نہیں بول سکتے.
15- Jo apne aap se sach bol satke hain woh kisi dosray se jhoot nahi bol satke.
16- بزدل مرنے سے پہلے ہزار بار مرتا ہے مگر بہادر موت کا مزہ صرف ایک بار چکھتا ہے.
16- Buzdil marnay se pehlay hazaar baar mrta hai magar bahadur maut ka maza sirf aik baar chakhta hai.
17- جس طرح مکھیاں بدمست لڑکوں کے لیے ہیں ایسے ہی ہم دیوتاؤں کے لیے ہیں. یہ ہمیں اپنی تفریح کے لیے مارتے ہیں.
17- Jis terha makhiyan bad-mast larkoon ke liye hain aisay hi hum devtaon ke liye hain, yeh humein apni tafreeh ke liye maartay hain .
18- کوئی میراث ایمانداری جتنی زرخیز نہیں ہے.
18- Koi meeras imandari jitni zarkhaiz nahi hai.
19- بہت سے سچے لفظ مذاق میں کہے گئے ہیں.
19- Bohat se sachey lafz mazaaq mein kahe gaye hain.
20- وہ بولیں جو آپ محسوس کرتے ہیں، وہ نہیں جو آپ کو کہنا چاہیے.
20- Woh bolein jo aap mehsoos karte hain, woh nahi jo aap ko kehna chahiye.
Sad Life Quotes In Urdu
21- خود سے محبت کرنا اتنا بڑا گناہ نہیں ہے، جتنا کہ خود کو نظر انداز کرنا.
21- Khud se mohabbat karna itna bara gunah nahi hai, jitna ke khud ko nazar andaaz karna.
22- کم گو انسان بہترین انسان ہیں.
22- Kam go insaan behtareen insaan hain.
23- پڑھے لکھے انسان بہت متاثر کن ہوتے ہیں.
23- Parhay likhay insaan bohat mutasir kun hotay hain.
24- زندگی دو بار سنائی جانے والی کہانی کی طرح تھکا دینے والی ہے، جو ایک اونگھتے ہوئے آدمی کے کان کو پریشان کرتی ہے.
24- Zindagi do baar sunai jane wali kahani ki terha thaka dainay wali hai, jo aik oonghtay hue aadmi ke kaan ko pareshan karti hai.
25- بہت سے انسان ایسے ہیں جن کے بال عقل سے زیادہ ہوتے ہیں.
25- Bahot se insaan aisay hain jin ke baal aqal se ziyada hotay hain.
26- میں اپنے جوابات سے آپ کو خوش کرنے کا پابند نہیں ہوں.
26- Mein apne jawabaat se aap ko khush karne ka paband nahi hon.
27- سب سے پیار کرو، چند ایک پر بھروسہ کرو، کسی پر ظلم نہ کرو.
27- Sub se pyar karo, chand aik par bharosa karo, kisi par zulm nah karo.
28- کچھ گناہ سے مقام پاتے ہیں اور کچھ نیکی سے زوال پذیر ہوتے ہیں.
28- Kuch gunah se maqam paate hain aur kuch neki se zawaal pazeer hotay hain.
29- سچی محبت کا راستہ کبھی ہموار نہیں ہوتا.
29- Sachhi mohabbat ka rasta kabhi hamwar nahi hota.
30- بھلائی بے باک ہے اور بھلائی کبھی خوفزدہ نہیں ہوتی.